Muslim Life Pro
  • Home
  • Personalized
    • My Feed
    • My Saves
    • My Interests
    • History
  • Pages
    • Search Page
    • 404 Page
  • Blog
Subscribe
  • New Naat Lyrics Hindi
  • Naat-Sharif
  • Naat Lyrics
  • Manqabat-Sharif
  • M
  • Islam
  • Urdu
  • Lyrics in Hindi
  • Islamic Tarika
  • A
Wednesday, Jun 18, 2025
Muslim Life Pro
  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • Naat-Sharif
  • Salato-Salam
  • Manqabat-Sharif
  • Surah Collection
  • Islamic Tarika
  • Islam
  • Shayari
  • Wazaif
  • Namaz
  • Contact Us
  • News
  • My Saves
  • My Feed
  • My Interests
  • History
Search
  • Naat-Sharif
  • Salato-Salam
  • Manqabat-Sharif
  • Surah Collection
  • Islamic Tarika
  • Islam
  • Shayari
  • Wazaif
  • Namaz
  • Contact Us
  • News
  • My Saves
  • My Feed
  • My Interests
  • History
Follow US
Muslim Life Pro > Blog > New Naat Lyrics Hindi > Sachchi BaatSachchi Baat Sikhate Ye Hain / सच्ची बात सिखाते ये हैं
New Naat Lyrics HindiSSachchi Baat Sikhate Ye Hain lyricsSachchi Baat Sikhate Ye Hain lyrics in HindiSachchi Baat Sikhate Ye Hain lyrics in Roman english

Sachchi BaatSachchi Baat Sikhate Ye Hain / सच्ची बात सिखाते ये हैं

admin
Last updated: May 16, 2025 12:08 am
admin
Byadmin
Follow:
Share
SHARE

Increase Text Size +

  • 90%  100%  110%  120%  
Muslim Life Pro App
Download
WhatsApp Group
Join Now

 

Sachchi Baat Sikhate Ye Hain
seedhi raah dikhaate ye hai.n

Doobi naawe.n tiraate ye hai.n
hilti naawe.n jamaate ye hai.n

TooTi aase.n bandhaate ye hai.n
chhooTi nabze.n chalaate ye hai.n

jalti jaane.n bujhaate ye hai.n
roti aankhe.n hansaate ye hai.n

qasr-e-dana tak kis ki rasaai
jaate ye hai.n, aate ye hai.n

us ke naaib, in ke saahib
haq se KHalq milaate ye hai.n

shaafe’ naafe’ raafe’ daafe’
kya kya rahmat laate ye hai.n

shafe’-e-ummat naafe’-e-KHalqat
raafe’ rutbe ba.Dhaate ye hai.n

daafe’ yaa’ni haafiz-o-haami
daf’-e-bala farmaate ye hai.n

faiz-e-jaleel KHaleel se poochho
aag me.n baaG khilaate ye hai.n

un ke naam ke sadqe jis se
jeete ham hai.n, jilaate ye hai.n

us ki baKHshish in ka sadqa
deta wo hai dilaate ye hai.n

in ka hukm jahaa.n me.n naafiz
qabza kul pe rakhaate ye hai.n

qaadir-e-kul ke naaib-e-akbar
kun ka rang dikhaate ye hai.n

in ke haath me.n har kunji hai
maalik-e-kul kehlaate ye hai.n

inna aa’tainaakal-kausar
saari kasrat paate ye hai.n

rab hai mo’ti ye hai.n qaasim
rizq us ka hai khilaate ye hai.n

maatam-ghar me.n ek nazar me.n
shaadi shaadi rachaate ye hai.n

apni bani ham aap bigaa.De.n
kaun banaae banaate ye hai.n

laakho.n balaae.n karo.Do.n dushman
kaun bachaae bachaate ye hai.n

bande karte hai.n kaam Gazab ke
muzda riza ka sunaate ye hai.n

naz’-e-rooh me.n aasaani de.n
kalima yaad dilaate ye hai.n

marqad me.n bando.n ko thapak kar
meeThi neend sulaate ye hai.n

baap jahaa.n beTe se bhaage
lutf wahaa.n farmaate ye hai.n

maa.n jab iklauTe ko chho.De
aa aa keh ke bulaate ye hai.n

sankho.n bekas rone waale
kaun chupaae chupaate ye hai.n

KHud sajde me.n gir kar apni
girti ummat uThaate ye hai.n

nango.n be-nango.n ka parda
daaman Dhak ke chhupaate ye hai.n

apne bharam se ham halko.n ka
palla bhaari banaate ye hai.n

Thanda Thanda meeTha meeTha
peete ham hai.n pilaate ye hai.n

sallim sallim ki Dhaaras se
pul par ham ko chalaate ye hai.n

jis ko koi na khulwa sakta
wo zanjeer hilaate ye hai.n

jis ke chhappar tak nahi.n un ke
moti-mahal sajwaate ye hai.n

Topi jin ke na jooti, un ko
taaj-o-buraaq dilaate ye hai.n

keh do Raza se KHush ho KHush reh
muzda riza ka sunaate ye hai.n

 

सच्ची बात सिखाते ये हैं

सीधी राह दिखाते ये हैं

 

डूबी नावें तिराते ये हैं

हिलती नावें जमाते ये हैं

 

टूटी आसें बँधाते ये हैं

 

छूटी नब्ज़ें चलाते ये हैं

 

जलती जानें बुझाते ये हैं

रोती आँखें हँसाते ये हैं

 

क़स्र ए दना तक किस की रसाई

जाते ये हैं आते ये हैं

 

उस के नाइब इन के साहिब

हक़ से ख़ल्क़ मिलाते ये हैं

 

शाफ़े नाफ़े राफ़े दाफ़े

क्या क्या रहमत लाते ये हैं

 

शाफ़े ए उम्मत नाफ़े ए ख़ल्क़त

राफ़े’ रुत्बे बढ़ाते ये हैं

 

दाफ़े यानी हाफ़िज़ ओ हामी

दफ़ ए बला फ़रमाते ये हैं

 

फ़ैज़ ए जलील ख़लील से पूछो

आग में बाग़ खिलाते ये हैं

 

उन के नाम के सदक़े जिस से

जीते हम हैं जिलाते ये हैं

 

उस की बख़्शिश इन का सदक़ा

देता वो है दिलाते ये हैं

 

इन का हुक्म जहाँ में नाफ़िज़

क़ब्ज़ा कुल पे रखाते ये हैं

 

क़ादिर-ए-कुल के नाइब ए अकबर

कुन का रंग दिखाते ये हैं

 

इन के हाथ में हर कुँजी है

मालिक-ए-कुल कहलाते ये हैं

 

इन्ना आ’तै़नाकल-कौसर

सारी कसरत पाते ये हैं

 

रब है मो’ती ये हैं क़ासिम

रिज़्क़ उस का है खिलाते ये हैं

 

मातम-घर में एक नज़र में

शादी शादी रचाते ये हैं

 

अपनी बनी हम आप बिगाड़ें

कौन बनाए बनाते ये हैं

 

लाखों बलाएँ करोड़ों दुश्मन

कौन बचाए बचाते ये हैं

 

बंदे करते हैं काम ग़ज़ब के

मुज़्दा रिज़ा का सुनाते ये हैं

 

नज़ ए रूह में आसानी दें

कलिमा याद दिलाते ये हैं

 

मरक़द में बंदों को थपक कर

मीठी नींद सुलाते ये हैं

 

बाप जहाँ बेटे से भागे

लुत्फ़ वहाँ फ़रमाते ये हैं

 

माँ जब इकलौते को छोड़े

आ आ कह के बुलाते ये हैं

 

संखों बेकस रोने वाले

कौन चुपाए चुपाते ये हैं

 

ख़ुद सज्दे में गिर कर अपनी

गिरती उम्मत उठाते ये हैं

 

नंगों बे नंगों का पर्दा

दामन ढक के छुपाते ये हैं

 

अपने भरम से हम हलकों का

पल्ला भारी बनाते ये हैं

 

ठंडा ठंडा मीठा मीठा

पीते हम हैं पिलाते ये हैं

 

सल्लिम सल्लिम की ढारस से

पुल पर हम को चलाते ये हैं

 

जिस को कोई न खुलवा सकता

वो ज़ंजीर हिलाते ये हैं

 

जिन के छप्पर तक नहीं उन के

मोती-महल सजवाते ये हैं

 

टोपी जिन के न जूती उन को

ताज ओ बुराक़ दिलाते ये हैं

 

कह दो रज़ा से ख़ुश हो ख़ुश रह

मुज़्दा रिज़ा का सुनाते ये हैं

Telegram Group
Join Now
Share This Article
Facebook Whatsapp Whatsapp Threads Copy Link Print
Share
Leave a Comment

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Recent Posts

  • ए सबा नबी से केहना जो मदीने को तू जाए / Aye Saba Nabi Se Kehna Jo Madine Mo Tu Jaaye
  • गूंजी सदा जो अल्लाहु अकबर ज़मीन पर / Gunji Sada Jo Allahu Akbar Zameen Par
  • सरकार का पसीना सरकार का पसीना / Sarkar ka Paseena Sarkar Ka Paseena
  • काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula Lyrics
  • छुप छुप के अश्क बहाता हूं जब याद मदीना आता है / Chhup Chhup Ke Ashk Bahata Hoon Jab Yaad Madina Aata Hai

Recent Comments

  1. Jabbar khan on Bul Hawas Sun Seem o Zar Ki Bandagi Achchhi Nahin | Un Ke Dar Ki Bheek Achchhi Sarwari Achchhi Nahin / बुल हवस सुन सीम ओ ज़र की बंदगी अच्छी नहीं | उन के दर की भीक अच
  2. admin on Best Alhamdulillah Islamic Bio for Instagram & Quotes
  3. Aadil Sheikh on Best Alhamdulillah Islamic Bio for Instagram & Quotes

You Might Also Like

Abr e Karam Gesoo e Muhammad / अब्र ए करम गेसू ए मुहम्मद

3 Min Read

Un Ka Mangta Hun Jo Mangta Nahin Hone Dete / उन का मँगता हूँ जो मँगता नहीं होने देते

3 Min Read

Kabe Pe Padi Jab Pehli Nazar Kya Cheez Hai Duniya Bhool Gaya / काबे पे पड़ी जब पहली नज़र क्या चीज़ है दुनिया भूल गया

6 Min Read

Sab Se Aula Wa Aa’la Hamara Nabi / सब से औला व आ’ला हमारा नबी

10 Min Read

Muslim Life Pro App

Muslim Life Pro
Muslim Life Pro

Copyright @ 2025 Designed by Opera King Business | All rights reserved.

Social Networks

Facebook-f Instagram Youtube Rss