har zamaana mere husain ka hai jaan maango, mai.n dil nahi.n doonga dil thikaana mere husain ka hai har zamaana mere husain ka hai jis ki KHaatir ye kaainaat bani aisa naana mere husain ka hai har zamaana mere husain ka hai
karbala ke jaa.n-nisaaro.n ko salaam faatima zahra ke pyaaro.n ko salaam mustafa ke maah-paaro.n ko salaam nau-jawaano.n gul-'izaaro.n ko salaam
Assalam Ya Hussain Lyrics | Full Salam Lyrics