Hmm... Umar... Umar... Umar...
Umar... Umar... Umar...
Monin ki Jaan Umar
Shahenshah Umar , Umar... Umar... Umar...
Baadshah Umar , Umar... Umar... Umar...
Aalijaah Umar , Umar... Umar... Umar...
Waah Waah Umar , Umar... Umar... Umar...
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Kya hai Imaan Ye batate hein
Ishke Sarwar Hamein sikhate hein
Faisala Jo na maane Aaqa ka
Uski gardan Umar udhate hein
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Sayyido Sadaat Umar... Umar... Umar...
Sacche Sardar Umar... Umar... Umar...
Haq ki hai Talwar Umar... Umar... Umar...
Baatil pe Ye yalgaar Umar... Umar... Umar...
Wafa ka Alamdaar Umar... Umar... Umar...
Nabi ka Pehredaar Umar... Umar... Umar...
Haidar ko Jis se Pyaar Umar... Umar... Umar...
Nabi ka Saccha Yaar Umar... Umar... Umar...
Nabi ka Yaar Umar Pyaar hi Pyaar Umar
Aala Kirdaar Umar Mera Sardaar Umar
Sukhe Dariya-e-Neel ka Kissa
Shaane Hazrat Umar ka hai Hissa
Ek hi Hukm se huaa jaari
Ye batata hai Aapka rutba
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Hai Meri Jaan Umar Meri Pehchaan Umar
Kya Haseen Intekhab lagta hai
Jaise Khilta Gulaab lagta hai
Jispe Sarkar Fakhr karte hein
Wo Umar La-Jawab lagta hai
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Shahenshah Umar , Umar... Umar... Umar...
Baadshah Umar , Umar... Umar... Umar...
Aalijaah Umar , Umar... Umar... Umar...
Waah Waah Umar , Umar... Umar... Umar...
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Aap Ilmo Hunar mein Aqmal hein
Hein Haseen aur Aap Ajmal hein
Baad Siddiq ke Sahaba mein
Aap rutbe mein sabse Afzal hein
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Thaame Talwaar Jab Wo aate the
Dekhne wale kaamp jaate the
Tha Wo ro'bo Jalale Farooqi
Jinno Shaytaan bhaag jaate the
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Hai Meri Jaan Umar Meri Pehchaan Umar
Sayyido Sadaat Umar... Umar... Umar...
Sacche Sardar Umar... Umar... Umar...
Haq ki hai Talwar Umar... Umar... Umar...
Baatil pe Ye yalgaar Umar... Umar... Umar...
Wafa ka Alamdaar Umar... Umar... Umar...
Nabi ka Pehredaar Umar... Umar... Umar...
Haidar ko Jis se Pyaar Umar... Umar... Umar...
Nabi ka Saccha Yaar Umar... Umar... Umar...
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Kyun na Mid'hat kare Teri Irfaan
Tera Wasif hua hai khud Quraab
Aasmani Qutub mein likkhe hein
Tere ausaaf aur Teri Shaan
Aap Ameerul Momineen Faruke Aazam
Bolo Labbayk Umar Bolo Labbayk Umar
Momin ki Dhadkan bole Umar... Umar... Umar...
Momin ki Dhadkan bole Umar... Umar... Umar...