Teri zaat par, tere naam par, Khwaja! Hum Gareebo ko naaz hai, Tu bada Gareeb-nawaaz hai, Tu bada Gareeb-nawaaz hai.
Suno Humare Dilo Ki Sada Ataa e Rasool Karam Ho Hum Pe Bhi Khawaja Piya Baraa e Rasool Phir Ek Baar Banado Musafir e Taiba Khuda Ke Waste Kardo Ata Liqa e Rasool
Kursi par koi bhi baithe Raja to mera Khwaja hai Saare Hind ka hai raja Mera Khwaja maharaja
Aye Aale Nabi Khwaja Aulade Ali Khwaja Hasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali Khwaja Haathon Mein Tumhare Ho Mansha E Wali Khwaja Hasanain Ke Gulshan Ho Zahra Ki Kali Khwaja
ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga rahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hoga wo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar se jab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hoga he.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.n jo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga
वो नबियों में रहमत लक़ब पाने वाला / Wo Nabiyon Mein Rehmat Laqab Pane Wala (All Versions)
Tere Jalwon Ki Tabani Moinuddin Ajmeri Lyrics | Tere Jalwon Ki Tabani Lyrics naat.operaking.in
Kardo Kardo Karam Murshid E Mohtaram Lyrics | Full Lyrics In Hindi English Urdu | No.1 Website naat.operaking.in
Tera Naam Khwaja Moinuddin Lyrics | Manqabat Sharif Lyrics | In Hindi English Urdu naat.operaking.in
Teri Rehmato Ka Dariya Lyrics | Qawwali Lyrics | Naat Lyrics | Naat Lyrics In Hindi naat.operaking.in