dilo.n se gam mitaata hai muhammad naam aisa hai nagar ujade basaata hai muhammad naam aisa hai unhi.n ke naam se paayi fakiro.n ne shahenshahi KHuda se bhi milaata hai, muhammad naam aisa hai unhi.n ke zikr se roshan, rute.n fir laut aati he.n nasibo.n ko jagaata hai muhammad naam aisa hai
Baraah Rabiul Awwal ke Din Abre Baharaan chhaae Mere Sarkar aaye Mere Sarkar aaye Aamena Tere Ghar aa kar Jibreel payaam Yeh laaye Mere Sarkar aaye Mere Sarkar aaye