Gali gali saj gayi shahar shahar saj gaya
Aaye Nabi pyaare Nabi mera bhi ghar saj gaya
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Mustafa se pyaar hai dil se ye iqraar hai
Har koi Milaad-e-Nabi karne ko tayyaar hai
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Duniya mein jahaan bhi rahein aabaad rahenge
Jo Aamina ke laal ka Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Jhande lagao Ghar ko sajao
Kar ke charaghaan khushiyaan manao
Sarkaar aaye Marhaba
Dildaar aaye Marhaba
Gam-Khwaar aaye Mere Laj-Paal aaye Marhaba
Kya noor hai khushboo hai ujaalon ka samaan hai
Sarkaar ke parcham se saja saara jahaan hai
Chehre bhi saje dil bhi saje ghar bhi saje hain
Jo saj na saka ye to bata ghar wo kahaan hai
Gali gali saj gayi shahar shahar saj gaya
Aaye Nabi pyaare Nabi mera bhi ghar saj gaya
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Mustafa se pyaar hai dil se ye iqraar hai
Har koi Milaad-e-Nabi karne ko tayyaar hai
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Duniya mein jahaan bhi rahein aabaad rahenge
Jo Aamina ke laal ka Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Ye dil Nabi ke zikr se sarshaar bahut hai
Milaad ki mehfil se mujhe pyaar bahut hai
Wo Khatm-e-Rusul un se mohabbat hai zaroori
Bakshish ke liye chaahat-e-Sarkaar bahut hai
Gali gali saj gayi shahar shahar saj gaya
Aaye Nabi pyaare Nabi mera bhi ghar saj gaya
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Mustafa se pyaar hai dil se ye iqraar hai
Har koi Milaad-e-Nabi karne ko tayyaar hai
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Duniya mein jahaan bhi rahein aabaad rahenge
Jo Aamina ke laal ka Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Ghar ghar Nabi ka zikr hai ghar ghar mein charaghaan
Ham Jashn-e-Wilaadat pe dil-o-jaan se qurbaa.n
Tum Hind-o-Pak mein nahin duniya mein dekh lo
Jazbe se manaate hain ye sadiyon se Musalmaan
Gali gali saj gayi shahar shahar saj gaya
Aaye Nabi pyaare Nabi mera bhi ghar saj gaya
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Mustafa se pyaar hai dil se ye iqraar hai
Har koi Milaad-e-Nabi karne ko tayyaar hai
Marhaba ya Mustafa Marhaba ya Mustafa
Duniya mein jahaan bhi rahein aabaad rahenge
Jo Aamina ke laal ka Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Milaad karenge Milaad karenge
Jhande lagao Ghar ko sajao
Kar ke charaghaan khushiyaan manao
Sarkaar aaye Marhaba
Dildaar aaye Marhaba
Gam-Khwaar aaye Mere Laj-Paal aaye Marhaba
गली गली सज गई शहर शहर सज गया
आए नबी प्यारे नबी मेरा भी घर सज गया
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
मुस्तफ़ा से प्यार है दिल से ये इक़रार है
हर कोई मीलाद-ए-नबी करने को तय्यार है
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
दुनिया में जहाँ भी रहें आबाद रहेंगे
जो आमिना के लाल का मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
झंडे लगाओ घर को सजाओ
कर के चराग़ाँ ख़ुशियाँ मनाओ
सरकार आए मरहबा
दिलदार आए मरहबा
ग़म-ख़्वार आए मेरे लज-पाल आए मरहबा
क्या नूर है ख़ुश्बू है उजालों का समाँ है
सरकार के परचम से सजा सारा जहाँ है
चेहरे भी सजे दिल भी सजे घर भी सजे हैं
जो सज न सका ये तो बता घर वो कहाँ है
गली गली सज गई शहर शहर सज गया
आए नबी प्यारे नबी मेरा भी घर सज गया
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
मुस्तफ़ा से प्यार है दिल से ये इक़रार है
हर कोई मीलाद-ए-नबी करने को तय्यार है
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
दुनिया में जहाँ भी रहें आबाद रहेंगे
जो आमिना के लाल का मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
ये दिल नबी के ज़िक्र से सरशार बहुत है
मीलाद की महफ़िल से मुझे प्यार बहुत है
वो ख़त्म-ए-रुसुल उन से मोहब्बत है ज़रूरी
बख़्शिश के लिए चाहत-ए-सरकार बहुत है
गली गली सज गई शहर शहर सज गया
आए नबी प्यारे नबी मेरा भी घर सज गया
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
मुस्तफ़ा से प्यार है दिल से ये इक़रार है
हर कोई मीलाद-ए-नबी करने को तय्यार है
मरहबा या मुस्तफ़ा मरहबा या मुस्तफ़ा
दुनिया में जहाँ भी रहें आबाद रहेंगे
जो आमिना के लाल का मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
मीलाद करेंगे मीलाद करेंगे
घर घर नबी का ज़िक्र है घर घर में चराग़ाँ
हम जश्न-ए-विलादत पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बां
तुम हिन्द-ओ-पाक में नहीं दुनिया में देख लो
जज़्बे से मनाते हैं ये सदियों से मुसलमाँ