Waliyon ke Sultaan hein Meera Waliyon ke Sultaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Aale Nabi hein Shaahe Jilaan Maula Ali ki Jaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Hukme Khuda se murde jilaaye Gaus Piyaa ne dekho
Roshan hai mash-hoor qaraamat, doobte taraaye dekho
Nazre Karam se kar dete hein Har mushkil aasaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Hein Aese Bagdaad ke Dulha Mere Sakhi Lajpaal
Unke Dar par ho jaata hai Pura Sab ka Suwaal
Chaahne waalon ka karte hein Pura har Armaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Saare Zamaane mein roshan hein Mere Dastageer
Aese Haseen masoom noorani hein Peeraane Peer
Jo bhi dekhe Unka jalwaa ho jaaye qurbaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Aao chalein Bagdaaad deewaanon Mann ki muraadein paayein
Jhoom Jhoom ke Unki Azmat ke naare lagaayein
Hooro Malaaik aur Firishte Unke hein Darbaan
Gause Aazam Waliyon ke Sultaan
Rahmat ka saaya hai, saaya Murshid ke Daaman ka
Jo Gause Aazam ka hoga, hoga wo Panjtan ka
Aye Faiyyaze Qadri Unki Nisbat hai Imaan

वलीयों के सुलतान हैं मीरा वलीयों के सुल्तान हैं
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
आले नबी हैं शाहे जिलान , मौला अली की जान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
हुक्मे खुदा से मुर्दे जिलाए , गॉस पिया ने देखो
रोशन है मशहूर करामत, डूबते तराये देखो
नज़रे करम से कर देते हैं हर मुश्किल आसान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
हैं ऐसे बग़दाद के दूल्हा, मेरे सखी लजपाल
उनके दर पर हो जाता है, पूरा सब का सुवाल
चाहने वालों का करते हैं पूरा हर अरमान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
सारे ज़माने में रोशन हैं, मेरे दस्तगीर
ऐसे हसीं मासूम नूरानी हैं पीराने पीर
जोभी देखे उनका जलवा, हो जाए क़ुर्बान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
आओ चलें बग़दाद दीवानों, मन की मुरादें पाएं
ज़ूम ज़ूम के उनकी अज़मत के नारे लगाएं
हूरो मलाइक और फिरिश्ते उनके हैं दरबान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान
रहमत का साया है, साया मुर्शिद के दामन का
जो गौसे आज़म का होगा, होगा वो पंजतन का
अये फैय्याज़े क़ादरी ! उनकी निस्बत है ईमान
गौसे आज़म वलीयों के सुल्तान