Press ESC to close

Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane / लुटाते खूब हैं दौलत अली के दीवाने

 
 
Maula Mushqil qushaa Maula Mushqil qushaa
 
Haydariam Qalandaram Mastam
Banda-e-Murtazaa Ali Hastam
Pehswaa-e-Tamaame rindaanam
Ke Sage Koo-e-Shehre Yazdaanam
 
Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane
Hein karte ab bhi Huqumat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Pachhaad dete hein Har Jhang mein Laeenon ko
Jo phaad dete hein Aada-e-Deen ke seenon ko
Hein rakhte Aesi Shujaa-at Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Jo waqt padhtaa hai Ghar Baar bhi lutaate hein
Rizaa-e-Rabb ke liye Sar ko bhi kataate hein
Magar na jhukte hein Hazrat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Hai koi Gaus koi Karbalaa ka Dulha hai
Koi hai Daata koi Hind ka Shahenshaah hai
Hein Aese Saahibe Izzat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Munaafiqeen hein darte Ali ke Naare se
Shayaateen sar hein pakadhte Ali ke Naare se
Lagaake Paate hein lazzat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Uthaae Ungli jo Siddiq ki Sadaaqat par
Nabi ke Yaar Umar Saahibe Adaalat par
To Is se karte hein nafrat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
 
Khayyamm bhik hai paata Ali ke Laalon ki
Talab nahin hai Zarro Maal ke ujaalon ki
Qadam mein rakhte hein Sarwat Ali ke Deewaane
 
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane
Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane

 

मौला मुश्किल कुशा मौला मुश्किल कुशा

हैदरीयम क़लन्दरीयम मस्तम
बंदा-इ-मुर्तज़ा अली हस्तम
पेशवा-इ-तमामे रिंदानं
के सेज कू-इ-शेहरे यज़दानाम

लुटाते खूब हैं दौलत अली के दीवाने
हैं करते अब भी हुकूमत अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

पछाड़ देते हैं हर जंग में लईनों को
जो फाड़ देते हैं अदा-इ-दीं के सीनों को
हैं रखते ऐसी शुजा-अत अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

जो वक़्त पड़ता हैं घर बार भी लुटाते हैं
रिज़ा-इ-रब्ब के लिए सर को भी कटाते हैं
मगर न झुकते हैं हज़रत अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

है कोई गॉस कोई कर्बला का दूल्हा है
कोई है दाता कोई हिन्द का शहंशाह है
हैं ऐसे साहिबे इज़्ज़त अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

मुनाफिक़ीन हैं डरते अली के नारे से
शयातीन सर हैं पकड़ते अली के नारे से
लगाके पाते हैं इज़्ज़त अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

उठाते ऊँगली जो सिद्दीक़ की सदाक़त पर
नबी के यार उमर साहिबे अदालत पर
तो इस से करते हैं नफरत अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

ख़य्यम भिक है पाता अली के लालों की
तलब नहीं है ज़र्रों माल के उजालों की
क़दम में रखते हैं सरवत अली के दीवाने

अली के दीवाने अली के दीवाने
अली के दीवाने अली के दीवाने

Leave a comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

@muslimlifepro__ on Instagram