Bigdi bhi banaayenge , Jalwe bhi dikhaayenge
Gabraao na Diwaanon Sarkaar bulaayeinge
Ham Masjide Nabawi ke dekheinge Minaaron ko
Aur Gumbade Khazraa ke pur noor Nazaaron ko
Ham jaake Madina fir waapas nahin aayenge
Mil jaayengi taabirein Ek roz to khwaabon ki
Gir jaayeingi Deewaaren sab dekhna raahon ki
Ham Roza-e-Aqdas par jab aansu bahayeinge
Dil Ishke Nabi mein ghum kuchh aur tadapne do
Is Deed ki aatash ko kuchh aur fadak ne do
Ham tishna dili jal kar zamzam se badhayenge
Jab Hashr ke Maidaan mein Ek Hashr bapaa hoga
Jab faisalaa Ummat ka karne ko Khuda hoga
Ummat ko Shahe bat'ha Daaman mein chhupayenge
Lillah Mere Aaqa se roodaad Meri kehna
Ye arz bhi Aaqa se Aye Hajiyon Tum karna
ISHRAT ko Dare Aqdas kab Aap bulayeinge
Ham sab ko dare Aqdas kab Aap bulayeinge
बिगड़ी भी बनाएँगे, जल्वे भी दिखाएँगे
घबराओ न, दीवानो ! सरकार बुलाएँगे
हम मस्जिद-ए-नबवी के देखेंगे मीनारों को
और गुंबद-ए-ख़ज़रा के पुर-नूर नज़ारों को
हम जा के मदीना फिर वापस नहीं आएँगे
मिल जाएँगी ता'बीरें इक रोज़ तो ख़्वाबों की
गिर जाएँगी दीवारें सब देखना राहों की
हम रौज़ा-ए-अक़दस पर जब आँसू बहाएँगे
दिल 'इश्क़-ए-नबी में तुम कुछ और तड़पने दो
इस दीद की आतिश को कुछ और भड़कने दो
हम तिश्ना-दिली चल कर ज़मज़म से बुझाएँगे
जब हश्र के मैदाँ में इक हश्र बपा होगा
जब फ़ैसला उम्मत का करने को ख़ुदा होगा
उम्मत को शह-ए-बतहा कमली में छुपाएँगे
लिल्लाह ! मुहम्मद से रूदाद मेरी कहना
ये पूछ के आक़ा से, ऐ हाजिओ ! तुम आना
'इशरत को दर-ए-अक़दस कब आप बुलाएँगे