Language:

Search

Sarkar ka darbar nahi dekh rahe kya

  • Share this:
Get it on Google PlayDownload on the App Store
Sarkar ka darbar nahi dekh rahe kyaAur darbar mein do yaar nahi dekh rahe kya

Sarkar ka darbar nahi dekh rahe kya
Aur darbar mein do yaar nahi dekh rahe kya

Kahte ho ki Quran mein Abu Bakr kahan hai
Tum ayate Filgar nahi dekh rahe kya

Siddiq Imamiyat pe hain aur muqtadiyon mein
Tum Haider-e-Karrar nahi dekh rahe kya

Dulha bane aaye hain Abu Bakr ke ghar mein
Kawnain ke sardaar nahi dekh rahe kya

Har ghar nahi Allah ka ghar hota mere dost
Tum Masjid-e-Zarrar nahi dekh rahe kya

 

सरकार का दरवार नहीं देख रहे क्या
और दरवार में दो यार नहीं देख रहे क्या

कहते हो कि क़ुरान में अबू बक़्र कहां है
तुम आयते फिल्गा़र नहीं देख रहे क्या

सिद्दीक़‌ इमामत पे हैं और मुक़तदीयों में
तुम हैदरे क़र्रार नहीं देख रहे क्या

दूल्हा बने आए हैं अबू बक़्र के घर में
कौ़नैन के सरदार नहीं देख रहे क्या

हर घर नहीं अल्लाह का घर होता मेरे दोस्त
तुम मस्जिदे ज़र्रार नहीं देख रहे क्या

Muslim Life Pro App
Download
WhatsApp Group
Join Now