hai itni shadeed ab to tamanna-e-madina
har saans se aati hai sada haaye madina
jaagu.n to isi dhun mei.n rahu.n raat gaye tak
so jaau.n to khwaabo.n mei.n nazar aaye madina
mat aur kisi shahar ki roodaad sunaao
shaida-e-madina hu.n mai.n shaida-e-madina
makka tu bhi afzal hai magar itna bataade
har shahar se badh kar mujhe kyu.n bhaaye madina
ho jaae ata rakht-e-safar izn-e-safar bhi
ho jaae karam mujh-pe ab aaqa-e-madina
khwaahish hai ke ab jaake na lautu.n mai.n wahaa.n se
naazish mujhe taqdeer jo dikhlaae madina

है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना
हर सांस से आती है सदा हाए मदीना
जागूँ तो इसी धुन में रहूं रात गए तक
सो जाऊं तो ख़्वाबों नज़र आये मदीना
मत और किसी शहर की रूदाद सुनाओ
शैदा-इ-मदीना हूँ में शैदा-इ-मदीना
मक्का तू भी अफ़ज़ल है मगर इतना बता दे
हर शहर से बड़ कर मुझे क्यों भाए मदीना
हो जाए अता रखते सफर इज़्ने सफर भी
हो जाए करम मुझपे अब आक़ा-इ-मदीना
ख्वाहिश है के अब जाके लौटूं में वहां से
नाज़िश जो तक़दीर जो दिखलाए मदीना
हर सांस से आती है सदा हाए मदीना
जागूँ तो इसी धुन में रहूं रात गए तक
सो जाऊं तो ख़्वाबों नज़र आये मदीना
मत और किसी शहर की रूदाद सुनाओ
शैदा-इ-मदीना हूँ में शैदा-इ-मदीना
मक्का तू भी अफ़ज़ल है मगर इतना बता दे
हर शहर से बड़ कर मुझे क्यों भाए मदीना
हो जाए अता रखते सफर इज़्ने सफर भी
हो जाए करम मुझपे अब आक़ा-इ-मदीना
ख्वाहिश है के अब जाके लौटूं में वहां से
नाज़िश जो तक़दीर जो दिखलाए मदीना