Warna nacharon ka kya hal hota
Aseeron kanizon pe kya kuchh guzarti
Musibat ke maron ka kya hal hota
Nisar Teri chahel pahel par
Hazaron Eide Rabiul Awwal
Siway iblis ke jahan mein
Sabhi to khushiyan mana rahe hein
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Aye kaun aaya che duniya de andar
Hoya gali gali roshnaiyaan
Ibrahimi Gulshan andar Aj Ajab bahaara aaiyan
Jisnu haasil karne di khatir, Paiyan Makke de andar duhaaiyan
Aazam laal Halima le gayin
Hath maldiyan reh gaiyan daiyan
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Muhammad Mustafa aaye, Baharan muskura paiyan
Khilane phool te kaliyan, Hazaran muskura paiyan
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Wo jo na the to kuchh na tha
Wo jo nahon to kuchh na ho
Jaan hai wo jahan ki jaan hai to jahan hai
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Nariyon ka daur tha dil jal raha tha Noor ka
Tum ko dekha ho gaya thanda kaleja Noor ka
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Sub-ha Taybah mein hui bant-ta hai bada Noor ka
Sadqa lene Noor ka aaya hai Taara Noor ka
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Noor ki khairat dede Daudte hein mehroma
Uthti hai kis shan se garde sawari wah wah
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Zameenon Zaman Tumhare liye, Makeenon Makan Tumhare liye
Chuninon chunan Tumhare liye, Bane do jahan Tumhare liye
Dahan mein zuban Tumhare liye, Badan mein hai jaan Tumhare liye
Ham aaye yahan Tumhare liye, Uthen bhi wahan Tumhare liye
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Saba wo chale ke baag phale, Wo phool khile ke din ho bhale
Liwa ke tale khana mein khule, Raza ki zuban Tumhare liye
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Teri aamad thi ke Baytullah mujre ko juka
Teri haibat thi ke har but tharthara kar gir gaya
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Warna nacharon ka kya hal hota
Aseeron kanizon pe kya kuchh guzarti
Musibat ke maron ka kya hal hota
Aap aa ye hein to ye aayi baharein
Har simt Salle Ala ki pukarein
Mahinon mein Rabiul Awwal na hota
To fir in baharon ka kya haal hota
Huzoor Aap Aaye to Dil Jagmagaye
Warna nacharon ka kya hal hota
Aseeron kanizon pe kya kuchh guzarti
Musibat ke maron ka kya hal hota