islamic search

मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आला हज़रत का | जिधर भी देखिए जल्वा है आला हज़रत का / Main Kya Hun Har Koi Shaida Hai Ala Hazrat Ka | Jidhar Bhi Dekhiye Jalw

mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka
jidhar bhi dekhiye jalwa hai aa'la hazrat ka

mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

adab nabi ka sikhaaya hai aa'la hazrat ne
ki jaam-e-'ishq pilaaya hai aa'la hazrat ne
tabhi to har taraf naa'ra hai aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

guzaara haq ke liye aap ne hai har lamha
tamaam 'umr 'aqeede pe hai diya pehra
bahaar-e-sunniyat sadqa hai aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

mili wo shaan nabi se unhe.n zara socho
wafaat paae sadi ik guzar gai un ko
dilo.n pe aaj bhi qabza hai aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

charaaG ho gae gul un se jalne waalo.n ke
hai.n naam zinda wafa un se karne waalo.n ke
sanad bulandi ki rasta hai aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

ba-roz-e-hashr jo poochega mujh se mera KHuda
bata kya laaya hai, aal-e-rasool ! tu tohfa
zabaa.n pe naam tab aaega aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka

ho fikr-e-hashr kyu.n ? kis baat ka ho Dar, 'Aasim !
hai un ka dast-e-karam mere kaandhe par, 'Aasim !
karam hai Gaus ka, saaya hai aa'la hazrat ka
mai.n kya hu.n har koi shaida hai aa'la hazrat ka


Poet:

Muhammad Asim ul Qadri Muradabadi

Naat-Khwaan:

Farhan Ali Qadri

 

मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का
जिधर भी देखिए जल्वा है आ'ला हज़रत का

मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

अदब नबी का सिखाया है आ'ला हज़रत ने
कि जाम-ए-'इश्क़ पिलाया है आ'ला हज़रत ने
तभी तो हर तरफ़ ना'रा है आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

गुज़ारा हक़ के लिए आप ने है हर लम्हा
तमाम 'उम्र 'अक़ीदे पे है दिया पहरा
बहार-ए-सुन्नियत सदक़ा है आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

मिली वो शान नबी से उन्हें ज़रा सोचो
वफ़ात पाए सदी इक गुज़र गई उन को
दिलों पे आज भी क़ब्ज़ा है आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

चराग़ हो गए गुल उन से जलने वालों के
हैं नाम ज़िंदा वफ़ा उन से करने वालों के
सनद बुलंदी की रस्ता है आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

ब-रोज़-ए-हश्र जो पूछेगा मुझ से मेरा ख़ुदा
बता क्या लाया है, आल-ए-रसूल ! तू तोहफ़ा
ज़बाँ पे नाम तब आएगा आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का

हो फ़िक्र-ए-हश्र क्यूँ ? किस बात का हो डर, 'आसिम !
है उन का दस्त-ए-करम मेरे काँधे पर, 'आसिम !
करम है ग़ौस का, साया है आ'ला हज़रत का
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आ'ला हज़रत का


शायर:

मुहम्मद आसिम-उल-क़ादरी मुरादाबादी

ना'त-ख़्वाँ:

फ़रहान अली क़ादरी

@muslimlifepro__ on Instagram

digital tasbih | digital tasbih counter | digital tasbih counter offline | digital tasbih app | digital tasbih counter 2023 | hadith | hadith collection all in one | hadith app | hadith collection (all in one) | hadith in English | naat sharif | naat app | naat | naat collection | naat collection app | naat collection audio | naat collection hindi | naat ringtone | muslim community | muslim community app | muslim community radio | quran usa muslim community | 2mfm muslim community radio | quran | quran majeed | quranly | quran english | quran kareem | quran 15 lines | prayer times | prayer times azan | prayer times app | prayer times sri lanka | naat lyrics | naat lyrics in hindi | naat lyrics in english | naat lyrics in urdu | naat lyrics owais raza qadri | naat lyrics in english translation | naat lyrics ala hazrat | naat lyrics in urdu translation | naat lyrics in urdu pdf download | naat lyrics in english writing | naat lyrics hindi | naat lyrics urdu | new naat lyrics in urdu | best naat lyrics in urdu | best naat lyrics in hindi | beautiful english naat lyrics | new naat lyrics in english | salam lyrics | Hajj | naat sharif lyrics