'arab se shaam tak jo raushni hai mere sarkaar ki aamad hui hai haleema bi chali.n aaqa ko le kar ajab teji me.n un ki unTni hai mahal bhi jhuk ke dete hai.n salaami haleema bi ki aisi jhonp.Di hai bashar ki baat kya ! duniya ki har shai nabi ki naa't sun kar jhoomti hai nabi ki naa't ke aage Gazal bhi adab se haath ko baandhe kha.Di hai
KHuda ki rehmat baras rahi hai huzoor tashreef laa rahe hai.n farishte ghar aamina ka jaa kar KHud apne haatho.n saja rahe hai.n nabi ka bachpan tha kya salona ki chaand tha aap ka khilauna kabhi khilaune ko to.Dte hai.n kabhi khilauna bana rahe hai.n dukaane.n bu-jahl ki hai.n jitni wo ek bhi ab nahi.n khulengi the jis me.n jhooTe KHuda usi me.n huzoor taala laga rahe hai.n
मैं क्या हूँ हर कोई शैदा है आला हज़रत का | जिधर भी देखिए जल्वा है आला हज़रत का / Main Kya Hun Har Koi Shaida Hai Ala Hazrat Ka | Jidhar Bhi Dekhiye Jalwa Hai Ala Hazrat Ka
aaj dulha bana shaah ahmad raza shaah ahmad raza, shaah ahmad raza gulshan-e-pur-ziya shaah ahmad raza bulbul-e-KHush-nawa shaah ahmad raza doodh ka doodh, paani ka paani kiya kis ne tere siwa shaah ahmad raza
ए हबीब ! अहमद-ए-मुज्तबा ! दिल-ए-मुब्तला का सलाम लो जो वफ़ा की राह में खो गया, उसी गुम-शुदा का सलाम लो मैं तलब से बाज़ न आऊँगा, तू करम का हाथ बढ़ाए जा जो तेरे करम से है आश्ना, उसी आश्ना का सलाम लो
ए शहंशाह-ए-मदीना ! अस्स़लातु वस्सलाम ज़ीनत-ए-अर्श-ए-मुअ'ल्ला ! अस्स़लातु वस्सलाम 'रब्बी ह़बली उम्मती' कहते हुए पैदा हुए हक़ ने फ़रमाया के बख़्शा, अस्स़लातु वस्सलाम
मुस्त़फ़ा, जान-ए-रह़मत पे लाखों सलाम शम्-ए-बज़्म-ए-हिदायत पे लाखों सलाम मेहर-ए-चर्ख़-ए-नुबुव्वत पे रोशन दुरूद गुल-ए-बाग़-ए-रिसालत पे लाखों सलाम शहर-ए-यार-ए-इरम, ताजदार-ए-ह़रम नौ-बहार-ए-शफ़ाअ़त पे लाखों सलाम
habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara shah-e-ambiya ! lo salaam ab hamaara juda aap se rah ke mushkil hai jeena ye hasrat hai dil me.n ki dekhe.n madina idhar bhi ho, aaqa ! karam ka ishaara habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara
jis ke ghar ka hai saara zamaana Gulaam us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam soch ki had se aage hai jis ka maqaam
tum par laakho.n salaam, aaqa ! tum par laakho.n salaam, aaqa ! sab se aa'la 'izzat waale !
mahboob-e-kibriya se mera salaam kehna sultaan-e-ambiya se mera salaam kehna
सूरह फ़ातिहा की तिलावत करने से अल्लाह के ग़ज़ब और गुस्से से बचा जा सकता है। सूरह यासीन क़यामत के दिन की प्यास को बुझा देती है। सूरह दुखान क़यामत की हौलनाकियों से रोकती है। सूरह वाक़िया फाका और तंगदस्ती को रोक देती है। सूरह मुल्क अज़ाबे क़ब्र को रोक देती है। सूरह कौसर दुश्मनों के झगड़ों से रोकती है।
“कोई अपना नहीं गम के मारे हैं हम” “आपके दर पे फ़रियाद लाएँ हैं हम” “हो निगाह-ए-करम वरना चौखट पे हम आपका नाम ले ले के मर जाएँगे”
“Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar” “To khulte hein ghulaamon pe wo asraar” “Ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar” “Warna Wo Sayyade Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Motalabi o Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar”
“Mujhe Dar Pe Phir Bulana Madani Madine Wale” “Mae-Ishq Bhi Pilana Madani Madine Wale” “Meri Aankh Me Samaana Madani Madine Wale” “Banay Dil Tera Thikana Madani Madine Wale” “Teri Jab Ke Deed Hogi, Jabhi Meri Eid Hogi” “Mere Khwaab Me Tum Aana Madani Madine Wale” “Mujhe Sab Sataa Rahe Hain, Mera Dil Dukha Rahe Hain”
“Tera khawan main Tere geet gawan, Ya Rasoolallah” “Tera milaad mein kyon na manawaan, Ya Rasolallah” “Halima kar qadi vekhay, kadi Sarkaar (SAW) nu wakhay” “Main keri sayj Tere lai sajawan, Ya Rasoolallah”
“Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai” “Wo Hashmee Mаkkее Madanee Ul Arabee Hе” “Wo Mеrа Nаbі Mеrа Nаbі Mеrа Nabi Hе” “Ahmad Hе Muhаmmаd He Wо Hе Khаtm E Ruѕul Hе” “Mаkhdооm O Murаbbеее Hе Wаhее Wаlее E Kul He”