पुर-नूर है ज़माना सुब्ह-ए-शब-ए-विलादत / Pur-Noor Hai Zamana Subh-e-Shab-e-Wiladat
pur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatparda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadatjalwa hai haq ka jalwa sub.h-e-shab-e-wilaadatsaaya KHuda ka saaya sub.h-e-shab-e-wilaadatfasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aaigulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatphoolo.n se baaG mehke, shaaKHo.n pe murG chehke'ahd-e-bahaar aaya sub.h-e-shab-e-wilaadat
