Unki chokhat ho to kaasa bhi padha sajta hai
Dar bada ho to Sawaali bhi khada sajta hai
Taaje Shahi ke Muqaddar mein Ye Zeybahi kahan
Jis ka Dar Unki Gulami ka Kada sajta hai
Unki chokhat ho to kaasa bhi padha sajta hai
Sarware Deen ke Musalle pe Khuda jaanta hai
Aage As-hab ke Siddiq khada sajta hai
Unki chokhat ho to kaasa bhi padha sajta hai
Ye Gulaami kahin kamtar nahin hone deti
Unka nokar ho to Shaahon mein khada sajta hai
Unki chokhat ho to kaasa bhi padha sajta hai
Mujko kehte hein Ye Sab Ahle Muhabbat Sarwar
Naat ka nagma Tere lab pe bada sajta hai
Unki chokhat ho to kaasa bhi padha sajta hai
उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है
दर बड़ा हो तो सवाली भी खड़ा सजता है
उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है
सरवरे दीं के मुसल्ले पे खुदा जानता है
आगे असहाब के सिद्दीक़ खड़ा सजता है
उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है
ये गुलामी कहीं कमतर नहीं होने देती
उनका नौकर हो तो शाहों में खड़ा सजता है
उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है
मुझको कहते हैं ये सब अहले महोब्बत सरवर
नात का नगमा तेरे लब पे बड़ा सजता है
उनकी चौखट हो तो कासा भी पड़ा सजता है