madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae, apni duniya chho.D aae hai.n
hamaare pass jitna thaa asaasa chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
KHuda ka ghar bhi chhooTa hai nabi ka aastaana bhi
laga hai dohra Gam, makka-madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
bhi tak dil wahi.n par hai, abhi tak jaa.n wahi.n par hai
dil-o-jaa.n ko wahaa.n rota bilakta chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madine ke dar-o-deewaar, raste sab mahakte hai.n
zara saa 'itr le kar mushk-e-naafa chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
KHuda jaane wo kaisi noor aur kirno.n ki basti thi
andhera hai yahaa.n par, ham ujaala chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
abhi tak yaad aati hai mazaar-e-hamza ki raunaq
bhala kyu.n sayyidu-shshuhda ka KHitta chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
riyaazul-janna wo mimbar se ghar tak saara hi gosha
jahaan-e-KHuld ka wo husn saara chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
huaa hai KHatm Veeza ab kaf-e-afsos malte hai.n
sunehri jaaliyo.n ka husn saara chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
jahaa.n se saari duniya me.n, Ujaagar ! faiz jaari hai
baqee'-e-paak me.n zahra ka rauza chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar
Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Syed Hassan Ullah Hussaini
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए, अपनी दुनिया छोड़ आए हैं
हमारे पास जितना था असासा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
ख़ुदा का घर भी छूटा है नबी का आस्ताना भी
लगा है दोहरा ग़म, मक्का-मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
अभी तक दिल वहीं पर है, अभी तक जाँ वहीं पर है
दिल-ओ-जाँ को वहाँ रोता बिलकता छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीने के दर-ओ-दीवार, रस्ते सब महकते हैं
ज़रा सा 'इत्र ले कर मुश्क-ए-नाफ़ा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
ख़ुदा जाने वो कैसी नूर और किरनों की बस्ती थी
अँधेरा है यहाँ पर, हम उजाला छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
अभी तक याद आती है मज़ार-ए-हम्ज़ा की रौनक़
भला क्यूँ सय्यिदु-श्शुहदा का ख़ित्ता छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
रियाज़ुल-जन्ना वो मिंबर से घर तक सारा ही गोशा
जहान-ए-ख़ुल्द का वो हुस्न सारा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
हुआ है ख़त्म वीज़ा अब कफ़-ए-अफ़सोस मलते हैं
सुनहरी जालियों का हुस्न सारा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
जहाँ से सारी दुनिया में, उजागर ! फ़ैज़ जारी है
बक़ी'-ए-पाक में ज़हरा का रौज़ा छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर
ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिद हस्सानुल्लाह हुसैनी