Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khair Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Sab gulamon ka bhala ho Sab karein Tayba ki sair Ya Khuda Aalam me ucha Parcham-e-Islam ho Dushman-e-deen Musalmano se ho maglubo zair
रमज़ान के महीने में ईद की नमाज़ से पहले फितरा देना हर हैसियतमंद मुसलमान पर फ़र्ज़ होता है. फितरा देने का तरीका
What Is Zakat in Islam? Zakat is an Islamic financial term. As one of the pillars of the faith, it requires all Muslims to donate a portion of their wealth to charity
सजदा सहु क्या है ? सजदा सहु कैसे किया जाता है ? सजदा सहु कब वाजिब होता है ? जानते है आज के इस पोस्ट में ...
There are many merits of Shabaan, especially the 15th of Shabaan, which is known as Shab-e-Baraat or Lailatul Baraat, meaning the Night of Absolution. Insha Allah here under we will discuss the auspiciousness of Shab-e-Baraat and also a few things that should be read on this night.
على عهدي على ديني على ارضي تلاقيني انا لاهلي انا افديهم انا دمي فلسطيني فلسطيني فلسطيني انا دمي فلسطيني على عهدي على ديني
Aqsa Ke Liye Sher Ki Awaz Uthao | अक्सा के लिए शेर की आवाज उठाओ
Palestine Tarana - Labbaik Ya Aqsa - Hazir Hai Hazir Hai Jaan Apni Palestine
labbaik labbaik labbaik, ya aqsa ! labbaik labbaik labbaik, ya aqsa ! labbaik labbaik, ya aqsa ! uTh baandh kamar mard-e-mujaahid ka jigar le momin hai to phir masjid-e-aqsa ki KHabar le mazloom ki kuchh daad-rasi laazmi kar le kuchh jazba-e-imaan ba.Dha, zauq-e-KHizar le
aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le unki ujdi hui basti ki sadaae.n sun le tu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye ga raat ki kokh se suraj bhi nikal aayega hum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-de tere hi aage juke humko wohi sar de-de
ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga rahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hoga wo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar se jab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hoga he.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.n jo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga
aye deen-e-haq ke rahbar ! tum par salaam har dam mere shafee'-e-mahshar ! tum par salaam har dam is be-kas-o-khazee par, jo kuchh guzar rahi hai zaahir hai sab wo tum par, tum par salaam har dam banda tumhaare dar ka, aafat me.n mubtala hai raham aye habeeb-e-daawar ! tum par salaam har dam