Language:

Search

Blog

Wah kya Martaba Aye Gaus hai baala Tera || Chalo Bagdaad Chalo || वाह क्या मर्तबा अये गौस है बाला तेरा || चलो बग़दाद चलो गौसे पाक के रोज़े || Lyrics ||

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera

Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar Be-iradah bhi muh se nikal jayega

Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayegaRaah ki sang reze bikhar jayengeAhle bedard ka dil pighal jayegaAmna (ra) ki zara god bharne to doSare aalam ka naksha badal jayegaSunten hain ayaten but shikan ki khabarKufr iman ke saanche me dhal jayegaNaam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayega

Dilon se gam mitata hai Muhammad naam aisa hai || दिलों से ग़म मिटाता है, मुहम्मद नाम ऐसा है || Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

dilo.n se gam mitaata hai muhammad naam aisa hainagar ujade basaata hai muhammad naam aisa haiunhi.n ke naam se paayi fakiro.n ne shahenshahiKHuda se bhi milaata hai, muhammad naam aisa haiunhi.n ke zikr se roshan, rute.n fir laut aati he.nnasibo.n ko jagaata hai muhammad naam aisa hai

Imdad kun Imdad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir || Lyrics || इमदाद कुन इमदाद कुन, या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर || امداد کن امداد کن یا غُوثُ الْاَعْظَم دَسْت گ

Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !Tere Hath me.n Hath Maine diya haiTere Hath hai Laaj Ya Gaus-e-Aazam !Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !