Language:

Search

Blog

लब्बैक या अक़्सा | मोमिन है तो फिर मस्जिद-ए-अक़्सा की ख़बर ले / Labaik Ya Aqsa | Momin Hai To Phir Masjid-e-Aqsa Ki Khabar Le

labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik labbaik, ya aqsa !labbaik labbaik, ya aqsa !uTh baandh kamar mard-e-mujaahid ka jigar lemomin hai to phir masjid-e-aqsa ki KHabar lemazloom ki kuchh daad-rasi laazmi kar lekuchh jazba-e-imaan ba.Dha, zauq-e-KHizar le

aye KHuda qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le || अये ख़ुदा क़िब्ला-ए-अव्वल की दु'आएं सुन ले || اے خدا قبلہِ اوّل کی دعائیں سن لے || Lyrics

aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun leunki ujdi hui basti ki sadaae.n sun letu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye garaat ki kokh se suraj bhi nikal aayegahum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-detere hi aage juke humko wohi sar de-de

ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga || अजमेर का जब ये मंज़र है, बग़दाद का मंज़र क्या होगा || اجمیر کا جب یہ منظر ہے ، بغداد کا منظر

ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hogarahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hogawo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar sejab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hogahe.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.njo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga