Aye deen-e-haq ke rahbar ! Tum par salam har dam || अये दीन-ए-हक़ के रहबर ! तुम पर सलाम हर दम || اے دین حق کے رہبر ! تم پر سلام ہر دم || Lyrics
aye deen-e-haq ke rahbar ! tum par salaam har dammere shafee'-e-mahshar ! tum par salaam har damis be-kas-o-khazee par, jo kuchh guzar rahi haizaahir hai sab wo tum par, tum par salaam har dambanda tumhaare dar ka, aafat me.n mubtala hairaham aye habeeb-e-daawar ! tum par salaam har dam
