ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga || अजमेर का जब ये मंज़र है, बग़दाद का मंज़र क्या होगा || اجمیر کا جب یہ منظر ہے ، بغداد کا منظر
ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hogarahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hogawo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar sejab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hogahe.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.njo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga
