qalb-e-'aashiq hai ab paara paaraal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !kulfat-e-hijr-o-furqat ne maaraal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !tere aane se dil KHush huaa thaaur zauq-e-'ibaadat ba.Dha thaaah ! ab dil pe hai Gam ka Galbaal-wadaa'a, al-wadaa'a, maah-e-ramzaa.n !
har waqt tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad muhammad ki mere dil me.n basi hoai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali hoaur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi hodo soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sasarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
haajiyo ! aao shahanshah ka rauza dekhokaa'ba to dekh chuke kaa'be ka kaa'ba dekho
kaa'be ke dar ke saamne maangi hai ye du'aa faqathaatho.n me.n hashr tak rahe daaman-e-mustafa faqatnaz'a ke waqt jab meri saanso.n me.n intishaar homeri nazar ke saamne gumbad ho wo hara faqat
स़ल्ले अ़ला नबिय्येना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिनस़ल्ले अ़ला शफ़ीएना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन
allahu allah ! allahu allah !allahu allah ! allahu allah !
sirf ek baar, sirf ek baarsirf ek baar, sirf ek baar
zamee.n maili nahi.n hoti, zaman maila nahi.n hotamuhammad ke Gulaamo.n ka kafan maila nahi.n hota
noor waala aaya hai, noor le kar aaya haisaare 'aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya haiassalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya rasoolallah !assalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya habeeballah !
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool kijannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool kichalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zaramilne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata haimadina aata haimadine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata haimadina aata hai
ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga deaankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha desun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand !phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de













