kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool ki jannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool ki chalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zara milne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki
dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai madina aata hai madine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata hai madina aata hai
ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga de aankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha de sun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand ! phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de
ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.n aaKHri 'umr me.n kya raunaq-e-duniya dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu.n
munawwar meri aankho.n ko, mere shamsudduha ! kar de.n Gamo.n ki dhoop me.n wo saaya-e-zulf-e-dota kar de.n jaha.n-baani 'ata kar de.n, bhari jannat hiba kar de.n nabi muKHtaar-e-kul hai.n, jis ko jo chaahe.n 'ata kar de.n
kaa'be ki raunaq, kaa'be ka manzar allahu akbar, allahu akbar dekhu.n to dekhe jaau.n baraabar allahu akbar, allahu akbar
फिर के गली गली तबाह ठोकरें सब की खाए क्यूं दिल को जो अ़क़्ल दे ख़ुदा तेरी गली से जाए क्यूं रुख़्सत-ए-क़ाफ़िला का शोर ग़श से हमें उठाए क्यूं सोते हैं उन के साए में कोई हमें जगाए क्यूं बार न थे ह़बीब को पालते ही ग़रीब को रोएं जो अब नसीब को चैन कहो गंवाए क्यूं
mustafa-e-zaat-e-yakta aap hai.n yak ne jis ko yak banaaya, aap hai.n
Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye Behre Deedar Mushtaq hai Har Nazar Donon Aalam ke Sarkar Aa Jaieye Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye Aaqa aa Jaiye
सरकार-ए-दो-आलम आते हैं, हर ज़ुल्म मिटाया जाएगा गिरतों को उठाया जाएगा, रोतों को हँसाया जाएगा हर दौर लगाए पाबंदी, हर अहद करे नाकाबंदी मीलाद मनाया जाता था, मीलाद मनाया जाएगा
गुलशन गुलशन, सहरा सहरा, बात हुई मशहूर माह-ए-रबिउन्नूर ने बख़्शा रहमत का दस्तूर आया रबिउन्नूर, आया रबिउन्नूर आया रबिउन्नूर, आया रबिउन्नूर प्यारे नबी का नूर चला जब आदम की पेशानी से पुश्त-ए-ख़लीली तक पहुँचा है रहमत की तुग़्यानी से आदम ता ईसा कहते हैं आया रब का नूर
स़ल्ले अ़ला नबिय्येना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन स़ल्ले अ़ला ह़बीबेना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन स़ल्ले अ़ला शफीएना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन स़ल्ले अ़ला नबिय्येना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन