har zamaana mere husain ka hai jaan maango, mai.n dil nahi.n doonga dil thikaana mere husain ka hai har zamaana mere husain ka hai jis ki KHaatir ye kaainaat bani aisa naana mere husain ka hai har zamaana mere husain ka hai
mustafa mustafa - assalam assalam l मुस्तफा मुस्तफा - अस्सलाम अस्सलाम ll lyrics
Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar Be-iradah bhi muh se nikal jayega Raah ki sang reze bikhar jayenge Ahle bedard ka dil pighal jayega Amna (ra) ki zara god bharne to do Sare aalam ka naksha badal jayega Sunten hain ayaten but shikan ki khabar Kufr iman ke saanche me dhal jayega Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar Be-iradah bhi muh se nikal jayega
kya karu.n ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.n dil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.n apni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der tak dil me.n jab bhi jagmagati he.n sunehri jaliyaa.n
Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar Saani na koi Mere Sohne Nabi Lajpaal da Lab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal da Shaana ondhiyaan uchiyaan te Rutba kamaal da Lab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal da Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar
Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din Khauf Se Har Kaleja Dahal Jayega Par Ye Naaz Unke Bande Ka Dekhenge Sab Tham Kar Unka Daman Machal Jayega Har Nazar Kamp Uthegi…………………
ya shah-e-bahr-o-bar ! ho karam ki nazar sab ki big.Di banaana tera kaam hai Thokre.n khaa ke girna mera kaam hai har qadam par uThaana tera kaam hai
allah da naam laiye, maula da naam laiye ik pal na Gaafil hoiye, sub.h te shaam laiye
sarkaar ki aamad ! marhaba ! dildaar ki aamad ! marhaba ! rasool ki aamad ! marhaba ! bolo noor ki aamad ! marhaba ! huzoor ki aamad ! marhaba ! yaaseen ki aamad ! marhaba ! taaha ki aamad ! marhaba !
tanam farsooda jaa.n paara ze-hijraa.n, ya rasoolallah ! dilam pazhmurda aawaara ze-'isyaa.n, ya rasoolallah ! choo.n soo-e-man guzar aari, man-e-miskee.n ze-naadaari fida-e-naqsh-e-naa'lainat kunam jaa.n, ya rasoolallah !
वो शहरे-मुहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं वहीँ घर बनाने को दिल चाहता है वो सोने से कंकर, वो चांदी सी मिट्टी नज़र में बसाने को दिल चाहता है
नवाज़ा गया है मुझे इस तरह से मुक़द्दर का मुझ को धनी कर दिया है मैं अब और क्या माँगूँ अपने ख़ुदा से ख़ुदा ने मुझे अज़हरी कर दिया है