Yaa Man Huwallahulladzii Laa Ilaaha Illallahu Awarrohmaanur Rohim Al Malikul Quddus Salaamul Mu’minul Muhaiminul ‘Aziizul Jabbaar
mera murshid sohna, mera murshid sohna mera murshid sohna, mera murshid sohna mai.n neewaa.n mera murshid uchcha uchiyaa.n de sang laai sadqe jaawaa.n inaa.n uchiyaa.n to.n jinhaa.n neewiyaa.n naal nibhaai
Allah ke huzoor yeh hota hai faisla Watu izzu mantasha watu zillu mantasha Jhoothi nawaz shaat ki barish fuzul hai mujhko zaleel karne ki saazish fuzul hai Mera qadam qadam pe madadgaar hai khuda Watu izzu mantasha watu zillu mantasha Nadan ko is baat ka bilkul nahi pata Watu izzu mantasha watu zillu mantasha
jahaa.n me.n hai.n 'ibrat ke har-soo namoone magar tujh ko andha kiya rang-o-boo ne kabhi Gaur se ye bhi dekha hai tu ne jo aabaad the wo mahal ab hai.n soone
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye Bazm-E-Konain Main Har Taraf Shoor Hay Mustafa Aa Gaye Mujtaba Aa Gaye
Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khair Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah Sab gulamon ka bhala ho Sab karein Tayba ki sair Ya Khuda Aalam me ucha Parcham-e-Islam ho Dushman-e-deen Musalmano se ho maglubo zair
على عهدي على ديني على ارضي تلاقيني انا لاهلي انا افديهم انا دمي فلسطيني فلسطيني فلسطيني انا دمي فلسطيني على عهدي على ديني
Aqsa Ke Liye Sher Ki Awaz Uthao | अक्सा के लिए शेर की आवाज उठाओ
Palestine Tarana - Labbaik Ya Aqsa - Hazir Hai Hazir Hai Jaan Apni Palestine
labbaik labbaik labbaik, ya aqsa ! labbaik labbaik labbaik, ya aqsa ! labbaik labbaik, ya aqsa ! uTh baandh kamar mard-e-mujaahid ka jigar le momin hai to phir masjid-e-aqsa ki KHabar le mazloom ki kuchh daad-rasi laazmi kar le kuchh jazba-e-imaan ba.Dha, zauq-e-KHizar le
aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le unki ujdi hui basti ki sadaae.n sun le tu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye ga raat ki kokh se suraj bhi nikal aayega hum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-de tere hi aage juke humko wohi sar de-de
ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga rahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hoga wo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar se jab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hoga he.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.n jo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga