un ki dahleez pe jis waqt pa.De meri nazar ishq deewaana bana de to maza aa jaae
jise aadam se pehle tha banaaya wohi to baa-KHuda mera nabi hai
Ham bhi bebas nahi besahara nahi Khud unhi ko pukarenge hum door se
kya batau.n ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai
meraj ka dulha kaun bana jibril e amin se poocho
ye chamak, ye damak, ye faban, ye mahak sab kuchh, sarkaar ! tumhi.n se hai
Jab tak jiun main Aaqa, koi gham na paas aaye Jo marun to ho lahad par, teri rahmato ke saaye
Haq baat kaho aur dat jaao Chahen gardan bhi kat jaaye Jab khoon bahe dushman bhi kahe
Taj Walon Ke Saron Par Paaye Aqdas Aap Ke Taj Waloñ Ke Saroñ Par Paaye Aqdas Aap Ke Main Bhi Choomuñga Payambar Paaye Aqdas Aap Ke Aap ke Qadmoñ Ke Neeche Narm Patthar Ho Gaye
रुख़ दिन है या मेहरे समा येह भी नहीं वोह भी नहीं शब ज़ुल्फ़ या मुश्के ख़ुता येह भी नहीं वोह भी नहीं मुम्किन में येह क़ुदरत कहां वाजिब में अ़ब्दिय्यत कहां ह़ैरां हूं येह भी है ख़त़ा येह भी नहीं वोह भी नही
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye
Ya Rasulallah Tere chahne walon ki khair Assalatu Wassalmu Alayk Ya Rasulallah
Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din Khauf Se Har Kaleja Dahal Jayega Par Ye Naaz Unke Bande Ka Dekhenge Sab Tham Kar Unka Daman Machal Jayega Har Nazar Kamp Uthegi…………………
har waqt tasawwur me.n madine ki gali ho aur yaad muhammad ki mere dil me.n basi ho ai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali ho aur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi ho do soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sa sarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
kaa'be ke dar ke saamne maangi hai ye du'aa faqat haatho.n me.n hashr tak rahe daaman-e-mustafa faqat naz'a ke waqt jab meri saanso.n me.n intishaar ho meri nazar ke saamne gumbad ho wo hara faqat