habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara shah-e-ambiya ! lo salaam ab hamaara juda aap se rah ke mushkil hai jeena ye hasrat hai dil me.n ki dekhe.n madina idhar bhi ho, aaqa ! karam ka ishaara habeeb-e-KHuda ! lo salaam ab hamaara
jis ke ghar ka hai saara zamaana Gulaam us husain ibn-e-haidar pe laakho.n salaam soch ki had se aage hai jis ka maqaam
karbala ke jaa.n-nisaaro.n ko salaam faatima zahra ke pyaaro.n ko salaam mustafa ke maah-paaro.n ko salaam nau-jawaano.n gul-'izaaro.n ko salaam
tum par laakho.n salaam, aaqa ! tum par laakho.n salaam, aaqa ! sab se aa'la 'izzat waale !
mahboob-e-kibriya se mera salaam kehna sultaan-e-ambiya se mera salaam kehna
ya nabi salaam 'alaika ! ya rasool salaam 'alaika ! ya habeeb salaam 'alaika ! salawaatullah 'alaika !
assalaamu 'alaika ya nabi ! ya rasoolullah ! assalaamu 'alaika ya nabi ! ya rasoolullah ! o muhammad mere, salle-'ala o mustafa mere, salle-'ala
meeTha meeTha hai mere muhammad ka naam un pe laakho.n karo.Do.n durood-o-salaam meeTha meeTha hai mere muhammad ka naam meeTha meeTha hai mere muhammad ka naam
huzoor ! dard ke maare salaam kehte hai.n dil-o-nigaah hamaare salaam kehte hai.n shafi'-e-roz-e-jaza tum ho, ya rasoolallah ! gunaahgaar tumhaare salaam kehte hai.n
maangte hai.n jo wahaa.n shaah-o-gada be-imtiyaaz dil ki har dha.Dkan me.n shaamil un du'aao.n ko salaam
"Tum pe hardam karodon durood-o-salam" "Ho nigah-e-karam ham pe Sultan-e-deen" "Door reh kar na dam toot jaaye kahi.n" "Kaash Taybah mein Aye mere Maah-e-mubeen" "Dafn hone ko mil jaaye do gaz zameen" "Teri yaado.n se ma'moor seena rahe" "Lab pe har dam Madina Madina rahe"
Kabe Ke Badrudduja Tum Pe Karoro Durood Lyrics | Kalame Aalahazrat