Language:

Search

Naat-Sharif

Naat-Sharif ka khoobsurat collection yahan padhein. Rasool ﷺ ki shaan mein naat Arabic, Hindi aur Urdu lyrics ke sath.

मौला या स़ल्ली व सल्लिम (सहर का वक़्त था) / Maula Ya Salli Wa Sallim (Sahar Ka Waqt Tha)

Sahar ka Waqt tha Maasum kaliyaa.n Muskuraati thi.nHawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.nAbhi Jibreel bhi utre na the Kaabe ke mimbar seKe Itne me.n sadaa aayi hai Abdullah ke ghar seMubaarak ho Shahe har-do-saraa tashreef le aayeMubaarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aayeMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman 'abadan'Ala Habibi-k khairil Khalki Kullimi

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || ENG HINDI URDU

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa A Sahbihi Wa Barik Wa SallimSabse Ula wa Aala Hamara NabiSabse bala wa Wala Hamara NabiApne Maula ka Pyara Hamara NabiDonon Aalam ka Dulha Hamara NabiAllahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ENG HINDI URDU

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,Unki Tasweer seene mein maujood hai,Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,Hai Nazar mein Jamaale Habibe Khuda,Unki Tasweer Seene mein Maujud hai,Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,

मरहबा मरहबा जद्दल हुसैनी मरहबा / Marhaba Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba

marhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabapur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatparda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadatmarhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabafasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aaigulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadat

सहारा चाहिए सरकार ज़िंदगी के लिए | तड़प रहा हूँ मदीने की हाज़िरी के लिए / Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye | Tadap Raha Hoon Madine Ki Hazri Ke Liye

mere aaqa ! madine bula lijiyemere aaqa ! madine bula lijiyesahaara chaahiye, sarkaar ! zindagi ke liyeta.Dap raha hu.n madine ki haaziri ke liyetayba ke jaane waale ! jaa kar ba.De adab semera bhi qissa-e-Gam kehna shah-e-'arab sekehna ki, shaah-e-'aalam ! ik ranj-o-Gam ka maaradono.n jahaa.n me.n jis ka hai.n aap hi sahaara

ये किस शहंशाह-ए-वाला की आमद आमद है | बोलो मरहबा / Ye Kis Shahanshah-e-Wala Ki Aamad Aamad Hai | Bolo Marhaba

ye kis shahanshaah-e-waala ki aamad aamad haiye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad haiye aaj kahe ki shaadi hai, 'arsh kyu.n jhoomalab-e-zamee.n ko lab-e-aasmaa.n ne kyu.n choomarusul unhi.n ka to muzda sunaane aae hai.nunhi.n ke aane ki KHushiyaa.n manaane aae hai.nfarishte aaj jo dhoome.n machaane aae hai.nunhi.n ke aane ki shaadi rachaane aae hai.n

सारे नबियों के बन के सरदार | आए मेरे प्यारे मुहम्मद | आमिना का लाल आया / Sare Nabiyon Ke Ban Ke Sardar | Aaye Mere Pyare Muhammad | Amina Ka Laal Aaya

aamina ka laal aaya !husn-e-be-misaal aaya !saahib-e-kamaal aaya !amina ka laal aaya !aae mere pyaare muhammad !aae mere pyaare muhammad !marhaba ! marhaba ! marhaba ! marhaba !marhaba ! marhaba ! marhaba ! marhaba !saare nabiyo.n ke ban ke sardaaraae mere pyaare muhammad !aae mere pyaare muhammad !aamina bibi ke angna me.nhoor-o-malaaik aae hue hai.n