jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar
mere sarkaar
jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar
yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar
bulaawa bhejei.n to aaye taibaa, ye aapka hubdaar

mere jo andar ki ye tadap hai, yahi hai meri hayaat
isi tadpne to zindagi ki bana rakkhi hai ye baat
yaqeen-e-qaamil hai do jahaa.n mei.n hai aapki sarkaar
jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar
yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar
isi waseele se do jahaa.n ke charaag jalte hei.n
sabhi jahaano.n ke kaarkhaane isi se chalte hei.n
nigaah mujh-ko bhi ek karam ki hai aapki darkaar
jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar
yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar
bulaawa bhejei.n to aaye taibaa, ye aapka hubdaar
जहां भी जाऊं नज़र में रहता है आपका दरबार
मेरे सरकार
जहां भी जाऊं नज़र में रहता है आपका दरबार
यही तमन्ना है रोज़-ए-महशर हो आपका दीदार
बुलावा भेजें तो आये तैबा, ये आपका हुब्दार
जहां भी जाऊं नज़र में रहता है आपका दरबार
यही तमन्ना है रोज़-ए-महशर हो आपका दीदार
मेरे जो अंदर की ये तड़प है , यही है मेरी हयात
इसी तड़पने तो ज़िन्दगी की बना रक्खी है ये बात
यक़ीन-ए-क़ामिल है दो जहां में है आपकी सरकार
इसी वसीले से दो जहां के चराग़ जलते हैं
सभी जहानों के कारखाने इसी से चलते हैं
निगाह मुझको भी एक करम की है आपकी दरकार