ham KHushi manaaenge, tum jalo ya mar jaao naa't gungunaaenge, tum jalo ya mar jaao mustafa ki aamad par sabz rang ka jhanda chhat pe ham lagaaenge, tum jalo ya mar jaao mustafa ki 'azmat par, 'izzat-e-payambar par jaan ham luTaaenge, tum jalo ya mar jaao maslak-e-raza, beshak ! raasta hai jannat ka sab ko ye bataaenge, tum jalo ya mar jaao
dhoom har jaanib machi hai aap ke meelaad ki har musalmaa.n ko KHushi hai aap ke meelaad ki jin ke 'amalo.n me.n hai sab kuchh, par nahi.n chehre pe noor un ke daaman me.n kami hai aap ke meelaad ki beshumaar us par barasti hai.n KHuda ki rahmate.n bazm jis ghar me.n saji hai aap ke meelaad ki
jaan-e-rahmat, shaan-e-rahmat aamina ka laal hai saari duniya ki zaroorat aamina ka laal hai shaan-e-rahmat, jaan-e-rahmat aamina ka laal hai saari duniya ki zaroorat aamina ka laal hai god me.n le kar ke aaqa ko haleema ne kaha chaand se bhi KHoobsoorat aamina ka laal hai teri Gurbat ko miTa dega ye kuchh hi waqt me.n ai haleema ! teri qismat aamina ka laal hai
marhaba marhaba ! marhaba marhaba ! marhaba marhaba ! marhaba ya nabi ! ya nabi ! ya nabi !
KHushiya.n manaao, jhande lagaao, ghar ko sajaao mil ke apne nabi ki 'azmat ke tum geet sunaao mil ke charaaGaa.n hi charaaGaa.n ho.n, KHushi ke shaadiyaane ho.n mere aaqa ki aamad hai, sadaae.n marhaba ki ho.n
आक़ा ! ले लो सलाम अब हमारा सबा ! तू मदीने जा के कहना ख़ुदारा ! ग़म से हैं टूटे हुए, इस्याँ में डूबे हुए कर दो करम या नबी ! हैं हाथ फैले हुए रोज़-ए-महशर उम्मती का आप ही सहारा
karbala ke jaa.n-nisaaro.n ko salaam faatima zahra ke pyaaro.n ko salaam mustafa ke maah-paaro.n ko salaam nau-jawaano.n gul-'izaaro.n ko salaam
maangte hai.n jo wahaa.n shaah-o-gada be-imtiyaaz dil ki har dha.Dkan me.n shaamil un du'aao.n ko salaam
Ahle Bait Hadees In Hindi अहले बैत पर 20 हदीस हिंदी में
Habibi ya muhammad Rahmatun lil alamin arabic naat sharif
“Madina Chor Aaye Hain” by Ali Hassan Sajjad “Madina Chor Aaye Hai” by Syed Hassan Ullah Hussaini “Madina Chor Aaya Hun” by Hafiz Ghulam Mustafa Qadr
"Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna" "Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna" "Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana" "Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana" "Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna"
"हे नबी! कहो कि मैं इन्सानों के परवरदिगार की पनाह में आता हूँ।" "जो सारे इन्सानों का मालिक है।" "जो सारे इन्सानों का माबूद है।" "वस्वसा डालने वाले और छुप जाने वाले के बुराई शर से।" "जो लोगों के दिलों में भ्रम (वस्वसा) डालता रहता है।" "जो जिन्नों में से हो या फिर इंसानों मे से।"
"कह दीजिये की मैं सुबह के रब की पनाह चाहता हूँ।" "तमाम मख़लूक़ात के शर से।" "और अँधेरी रातो के शर से जब कि उस की तारीकी फ़ैल जाये।" "और उन सभी औरतों के शर से जो लोग गिरहों में फूंक मारती है।" "और हसद करने वाले के शर से जब वो हसद करने लगे।"
सूरह अल-फलक़ मैं सुबह के रब कि पनाह लेता हूँ। तमाम मखलूक के शर से तरह कि बुराई से जो उसने पैदा कि मैं पनाह माँगता हूँ। और अंधेरे की बुराई से जब वह सुलझ जाए। और गांठों में धौंकनी की बुराई से। सूरह काफिरून
"बिस्मिल्ला हिर रहमानिर रहीम" - अल्लाह के नाम से, जो अत्यन्त कृपाशील तथा दयावान् है "इज़ा वक अतिल वाकिअह" - उस वक़्त को याद करो जब क़यामत घटित हो जाएगी "लैसा लिवक अतिहा काज़िबह" - जिस के घटित होने में कोई झूट नहीं "हम ने ही तुम को पैदा किया तो फिर तुम (दोबारा जिंदा किये जाने को) सच क्यूँ नहीं मानते हो ?"