Language:

Search

Muhammad ﷺ

Hazrat Muhammad ﷺ ki seerat, sunnat aur taleemat yahan padhein. Rasool ﷺ ki zindagi, akhlaq aur rehnumai Qur’an o Hadith ki roshni mein.

अल्लाह सलामत रखे मीलाद मनाने वालों को / Allah Salaamat Rakhe Meelaad Manaane Waalon Ko

allahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n kosarkaar ki ulfat se imaa.n ko jagaae jaasab ahl-e-mohabbat ko deewaana banaae jaaallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhe

मौला या स़ल्ली व सल्लिम (सहर का वक़्त था) / Maula Ya Salli Wa Sallim (Sahar Ka Waqt Tha)

Sahar ka Waqt tha Maasum kaliyaa.n Muskuraati thi.nHawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.nAbhi Jibreel bhi utre na the Kaabe ke mimbar seKe Itne me.n sadaa aayi hai Abdullah ke ghar seMubaarak ho Shahe har-do-saraa tashreef le aayeMubaarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aayeMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman 'abadan'Ala Habibi-k khairil Khalki Kullimi

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || ENG HINDI URDU

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa A Sahbihi Wa Barik Wa SallimSabse Ula wa Aala Hamara NabiSabse bala wa Wala Hamara NabiApne Maula ka Pyara Hamara NabiDonon Aalam ka Dulha Hamara NabiAllahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana MuhammadinWa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ENG HINDI URDU

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,Unki Tasweer seene mein maujood hai,Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,Hai Nazar mein Jamaale Habibe Khuda,Unki Tasweer Seene mein Maujud hai,Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya,Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,

मरहबा मरहबा जद्दल हुसैनी मरहबा / Marhaba Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba

marhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabapur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadatparda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadatmarhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhabamarhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhabafasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aaigulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadat