Wah Kya Rang hai Azhari Dulha TeraNoori Poshak hai Razwi hai Amama Tera
Ghulshan-e-Ala Hazrat Ki Jo Jaan HaiMere Tajush-Shariaa Ki Kya Shaan Hai
Mustafa ka ham-safar, Abu Bakar, Abu Bakar,Gali-gali, nagar-nagar, Abu Bakar, Abu Bakar,Lutaaya jisne apna ghar, Abu Bakar, Abu Bakar,Ahesaan jiska deen par, Abu Bakar, Abu Bakar,
Ishq ka unwaan, Taaj Ul Auliya,Sunniyo'n ki jaan, Taaj Ul Auliya.Jis ke phoolo'n mein hai Taiba ki mahek,Wo haseen guldaan, Taaj Ul Auliya.
Teri zaat par, tere naam par,Khwaja! Hum Gareebo ko naaz hai,Tu bada Gareeb-nawaaz hai,Tu bada Gareeb-nawaaz hai.
Suno Humare Dilo Ki Sada Ataa e RasoolKaram Ho Hum Pe Bhi Khawaja Piya Baraa e RasoolPhir Ek Baar Banado Musafir e TaibaKhuda Ke Waste Kardo Ata Liqa e Rasool
Kursi par koi bhi baitheRaja to mera Khwaja haiSaare Hind ka hai rajaMera Khwaja maharaja












