Language:

Search

Manqabat-Sharif

Manqabat-Sharif ka roohani collection yahan padhein. Auliya-e-Kiram ki shaan mein manqabat Arabic, Hindi aur Urdu ke sath.

Sardaar-e-Auliya hein Mere Gaus Piya Jilaani || सरदारे औलिया हैं मेरे गौस पिया जिलानी || سردارِ اولیا ہیں ، میرے غوث پیا جیلانی || Lyrics

sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaaniwo mahboob-e-sub'haani shah-baaze la-makaaniwo kindile nooranisardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaanitere jadd ki hai barwi ghaus-e-aa'zammili hai tuje gyaarwi ghaus-e-aa'zam

Wah kya Martaba Aye Gaus hai baala Tera || Chalo Bagdaad Chalo || वाह क्या मर्तबा अये गौस है बाला तेरा || चलो बग़दाद चलो गौसे पाक के रोज़े || Lyrics ||

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke rozebade hazrat ki baargaah chalonoor-e-kausar ke sath mil kar chalowah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala teraunche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera

Imdad kun Imdad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir || Lyrics || इमदाद कुन इमदाद कुन, या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर || امداد کن امداد کن یا غُوثُ الْاَعْظَم دَسْت گ

Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !Tere Hath me.n Hath Maine diya haiTere Hath hai Laaj Ya Gaus-e-Aazam !Imdad kun Imdad kun, Az Ranj-o-gham aazad kunDar Deen-o-Duniya shaad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastageer !