या नबी ! नज़र-ए-करम फ़रमाना, ए हसनैन के नाना ! / Ya Nabi Nazr-e-Karam Farmaana, Ai Hasnain Ke Naana !

या नबी ! नज़र-ए-करम फ़रमाना ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना ! ज़हरा पाक के सदक़े हम को तयबा में बुलवाना ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना ! आप के दर का हूँ मैं भिकारी, आप हैं मेरे दाता सारे रिश्ते-नातों से है प्यारा अपना नाता आप तो हैं, आता है जिन को सब की लाज निभाना ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

रबी'उन्नूर है, जहाँ मसरूर है, तराने हम ख़ुशी के आज गाएँगे / Rabi'unnoor Hai, Jahaan Masroor Hai, Taraane Ham Khushi Ke Aaj Gaaenge

marhaba ! marhaba ! marhaba ! saj gai har gali, sab makaa.n saj gae 'aashiqo.n ki chhato.n par hai jhande lage har taraf dhoom hai, har taraf hai KHushi aaj hai har taraf noor hi noor hi

रब की रहमत के तलबगार ! चलो ना'त पढ़ें / Rab Ki Rahmat Ke Talabgaar ! Chalo Naat Padhein

rab ki rahmat ke talabgaar ! chalo, naa't pa.Dhe.n aa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.n gar dawa kaam nahi.n karti to ik kaam karo Theek ho jaaega beemaar, chalo, naa't pa.Dhe.n un ke deewaane.n kahenge ye ba-roz-e-mahshar aa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.n

मौसम सुहाना हुआ नबी का जब आना हुआ / Mausam Suhana Hua Nabi Ka Jab Aana Hua

mausam suhaana huaa, nabi ka jab aana huaa mere aaqa ke jalwo.n se raushan zamaana huaa qurbaan jaau.n mai.n ye bole jibreel-e-amee.n ki sidra se bhi aage nabi ka jab jaana huaa

मौला या स़ल्ली व सल्लिम (सहर का वक़्त था) / Maula Ya Salli Wa Sallim (Sahar Ka Waqt Tha)

Sahar ka Waqt tha Maasum kaliyaa.n Muskuraati thi.n Hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n Abhi Jibreel bhi utre na the Kaabe ke mimbar se Ke Itne me.n sadaa aayi hai Abdullah ke ghar se Mubaarak ho Shahe har-do-saraa tashreef le aaye Mubaarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aaye Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman 'abadan 'Ala Habibi-k khairil Khalki Kullimi

रोज़-ओ-शब जोश पे रहमत का है दरिया तेरा | तज़मीन - वाह ! क्या जूद-ओ-करम है, शह-ए-बतहा ! तेरा / Roz-o-Shab Josh Pe Rahmat Ka Hai Dariya Tera | Tazmeen of Waah ! Kya Jood-o-Karam Hai, Shah-e-Bat.ha Tera

roz-o-shab josh pe rahmat ka hai dariya tera sadqe is shaan-e-saKHaawat pe ye mangta tera haath uTThe bhi na the aur mil gaya sadqa tera waah ! kya jood-o-karam hai, shah-e-bat.ha ! tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera

मची है धूम पयम्बर की आमद आमद है / Machi Hai Dhoom Payambar Ki Aamad Aamad Hai

machi hai dhoom, payambar ki aamad aamad hai habeeb-e-KHaaliq-e-akbar ki aamad aamad hai kiya hai sabz 'alam nasb baam-e-kaa'ba par ki do-jahaan ke sarwar ki aamad aamad hai

मरहबा मरहबा जद्दल हुसैनी मरहबा / Marhaba Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba

marhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhaba marhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhaba pur-noor hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadat parda uTha hai kis ka sub.h-e-shab-e-wilaadat marhaba marhaba, jaddal-husaini ! marhaba marhaba marhaba, ya noor-al-'aini ! marhaba fasl-e-bahaar aai, shakl-e-nigaar aai gulzaar hai zamaana sub.h-e-shab-e-wilaadat