ya rasoolallah ! marhaba marhaba ! ya habiballah ! marhaba marhaba ! bekaso.n se hai jinhe.n pyaar wohi aae hai.n jo do 'aalam ke hai.n Gam-KHwaar wohi aae hai.n
shaah-e-bareilly ahmad raza ! shaah-e-bareilly ahmad raza ! meri pehchaan, ahmad raza KHaan kaun hai ahmad raza KHaa.n, mujhe maa'loom na tha mere murshid ne bataaya, mujhe maa'loom na tha
hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n 'ishq-o-wafa aur 'ilm ke paikar mere aa'la hazrat hai.n hifz-e-maraatib, mard-e-qalandar mere aa'la hazrat hai.n
raza raza raza ! raza raza raza ! naseeb waale dekhte hai.n KHwaab me.n huzoor ko magar kisi ne jaagte dekha hai haq ke noor ko hai aisa kaun, dosto ! bataata hu.n suno suno wo 'ishq ka imaam hai, raza usi ka naam hai
shukr-e-KHuda ki razvi rangat waale hai.n ham sunni to aa'la hazrat waale hai.n hubb-e-nabi aur hubb-e-sahaaba me.n chal kar 'ishq-e-'ali bhi dil me.n chalte hai.n rakh kar
tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n, ya rasoolallah ! tera meelaad mai.n kyu.n na manaawaa.n, ya rasoolallah ! haleema ghar kadi vekhe, kadi sarkaar nu.n vekhe mai.n keh.Di sej tere lai sajaawaa.n, ya rasoolallah ! tera meelaad mai.n kyu.n na manaawaa.n, ya rasoolallah !
mere raza ! pyaare raza ! murshid raza ! ahmad raza ! mere raza ! pyaare raza ! murshid raza ! ahmad raza ! ham ne kya, ahmad raza ! dekha tujhe sirr-e-zaat-e-mustafa dekha tujhe kya bataau.n mai.n ne kya dekha tujhe jo likhu.n us se siwa dekha tujhe
raza raza raza ! raza raza raza ! raza raza raza ! raza raza raza ! hai meri shaan raza, hai meri jaan raza hai meri aan, meri pehchaan bajega hashr tak Danka imaam ahmad raza KHaa.n ka jahaa.n me.n bol hai baala imaam ahmad raza KHaa.n ka
बलगल उला बे कमालीही कश-फद-दु बी जमालीही हसनत जमीउ खिसालीही सल्लु आलाहे वालेहि करू तेरे नाम पे जा फिदा ना बस एक जान दो जहाँ फिदा दो जहाँ से भी नही जी भरा करू क्या करोड़ो जहाँ नही
"सबसे ओला व आला हमारा नबी" "सब से बाला व वाला हमारा नबी" "अपने मौला का प्यारा हमारा नबी" "दोनों आलम का दूल्हा हमारा नबी" "बज़्मे आखिर का शमअ फरोज़ा हुवा" "नूरे अव्वल का जल्वा हमारा नबी" "जिस को शयाँ है अर्शे खुदा पर जुलूस" "है वोह सुल्ताने वाला हमारा नबी"
"मेरे मौला तेरी रह़मत से निकला तेरे रस्ते में" "Karunga main mukammal apna waada tere raste mein" "Ye duniya chhor di hamne teri khatir mere moula" "Ye chahat hai ke mil jaye sukoon ab tere"
Habibi ya muhammad Rahmatun lil alamin arabic naat sharif