Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar Saani na koi Mere Sohne Nabi Lajpaal da Lab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal da Shaana ondhiyaan uchiyaan te Rutba kamaal da Lab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal da Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar
sarkaar ki aamad ! marhaba ! dildaar ki aamad ! marhaba ! rasool ki aamad ! marhaba ! bolo noor ki aamad ! marhaba ! huzoor ki aamad ! marhaba ! yaaseen ki aamad ! marhaba ! taaha ki aamad ! marhaba !
har waqt tasawwur me.n madine ki gali ho aur yaad muhammad ki mere dil me.n basi ho ai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali ho aur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi ho do soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sa sarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
haajiyo ! aao shahanshah ka rauza dekho kaa'ba to dekh chuke kaa'be ka kaa'ba dekho
kaa'be ke dar ke saamne maangi hai ye du'aa faqat haatho.n me.n hashr tak rahe daaman-e-mustafa faqat naz'a ke waqt jab meri saanso.n me.n intishaar ho meri nazar ke saamne gumbad ho wo hara faqat
स़ल्ले अ़ला नबिय्येना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन स़ल्ले अ़ला शफ़ीएना, स़ल्ले अ़ला मुह़म्मदिन
sirf ek baar, sirf ek baar sirf ek baar, sirf ek baar
zamee.n maili nahi.n hoti, zaman maila nahi.n hota muhammad ke Gulaamo.n ka kafan maila nahi.n hota
noor waala aaya hai, noor le kar aaya hai saare 'aalam me.n ye dekho kaisa noor chhaaya hai assalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya rasoolallah ! assalaatu wa-ssalaamu 'alaika ya habeeballah !
kyunkar na mere dil me.n ho ulfat rasool ki jannat me.n le ke jaaegi chaahat rasool ki chalta hu.n mai.n bhi, qaafile waalo ! ruko zara milne do bas mujhe bhi ijaazat rasool ki